Posts

samundar ye teri Khamoshiya kuchh aur kahti hain

Poet : Khusbir Singh Shaad samundar ye teri Khamoshiya kuchh aur kahti hain magar sahil pe TuuTi kashtiyan kuchh aur kahti hain  hamare shahr ki ankhon ne manzar aur dekha tha  magar akhbar ki ye surkhiyan kuchh aur kahti hain ham ahl-e-shahr ki khavahish ki mil-jul kar rahen lekin  amīr-e-shahr kī dilchaspiyāñ kuchh aur kahtī haiñ Bht dinon see mere baam  o dar ka hisa ha Meri tarah ye odasi b Ghar ka hisa ha Fr oske baad hawa aur oska rahmo karam Abi talak ye pata shajar ka hisa ha .. Zaroor dil see koi rabta ha ankhon ka Issi liye to laho chasme Tar ka hisa ha Ye tera taaj nahi ha hamare sir ki pagdi ha Ye sir ke saath hi otre gi...sar ka hisa ha Na Jane saad Tere samaj main kab aye ga  Ab zameer farooshey  hunar ka hisa ha

DUA. Aye maalik tere bande hum

Aye Maalik Tere Bande Hum Ayese Ho Humaare Karam Nekee Par Chale, Aaur Badee Se Darren , Taakee Haste Huye Nikle Dam Ye Andheraa Ghanaa Chhaa Rahaa , Teraa Insaan Ghabaraa Rahaa Ho Rahaa Bekhabar , Kuchh Naa Aataa Najar , Subh Kaa Sooraj Chhoopaa Jaa Rahaa Hai Teree Roshanee Mein Jo Dam To Amaawas Ko Kar De Poonam Badaa Kamajor Hain Aadamee , Abhee Laakhon Hain Is Mein Kamee Par Too Jo Khadaa , Hain Dayaaloo Badaa , Teree Kirapaa Se Dhartee Thamee Diyaa Toone Humei Jab Janam Too Hee lelegaa Hum Sab Ke Gam . Jab Julmon Kaa Ho Saamanaa , Tab Too Hee Humei Thaamanaa Wo Buraee Kare, Hum Bhalaaee kare, Naheen Badale kee Ho Kaamanaa Badh Uthhe Pyaar Kaa Har Kadam Aaur Mite Bair Kaa Ye Bharam Neeki pr chalain aur badi se Darren Taki haste Huey Nikle Dam Sadam Khan

EVERYONE AROUND US IS UNIQUE AND SPECIAL IN THEIR OWN WAY

A CROW STORY A crow lived in the forest and was absolutely satisfied in life. But one day he saw a swan. "This swan is so white," he thought, "and I am so black. This swan must be the happiest bird in the world." He expressed his thoughts to the swan. "Actually," the swan replied, "I was feeling that I was the happiest bird around until I saw a parrot, which has two colors. I now think the parrot is the happiest bird in creation." The crow then approached the parrot. The parrot explained, "I lived a very happy life—until I saw a peacock. I have only two colors, but the peacock has multiple colors." The crow then visited a peacock in the zoo and saw that hundreds of people had gathered to see him. After the people had left, the crow approached the peacock. "Dear peacock," the crow said, "you are so beautiful. Every day thousands of people come to see you. When people see me, they immediately shoo me away. I think you a

Ulfat ka Nishan Dil se Gazal lyrics

#ulfat_ka_nishaan_dil_se_mitaaya_nahi_jaata by #Nusrat_Fateh_Ali_Khan tulu e subah tere rukh ki baat hone lagi tumhari zulf jo bikhri toh raat hone lagi tumhari mast nazar ka khumaar kya kehna nashe mein garq sabhi kayanaat hone lagi sar jispe na jhuk jaaye use dar nahi kehte har dar pe jo jhuk jaaye use sar nahi kehte kya tujhko jahaan waale sitamgar nahi kehte kehte toh hain lekin tere muh par nahi kehte kaabe mein har ik sajde ko kehte hain ibaadat maikhaane mein har ik jaam ko saagar nahi kehte kaabe mein musalmaan ko bhi keh dete hain kaafir maikhaane mein kaafir ko bhi kaafir nahi kehte achhi soorat ko sanwarne ki zaroorat ka kya hai saadgi mein bhi kayaamat ki ada hoti hai tum jo aate ho masjid mein ada karne namaaz tumko maaloom hai kitno ki kaza hoti hai ulfat ka nishaan dil se mitaaya nahi jaata us bhoolne waale ko bhulaaya nahi jaata #sar_gair_ki_chaukhat_pe_jhukaaya_nahi_jaata #mujh_se_toh_khuda_aur_banaaya_nahi_jaata ab umr judaayi mein tadap ke hi kat

Gesuon ko Chehre se Lyrics

shab e gham ki sahar nahi hoti ho bhi to mere ghar nahi hoti zindagi tu hi mukhtasar ho ja shab e gham mukhtasar nahi hoti lazzat e intezaar leta hoon yun shab e gham guzaar leta hoon jab bhi dasti hai mujhe tanhaayi naam tera pukaar leta hoon kya meri baat ka yakeen nahi koi bhi aap sa haseen nahi bejhijhak dil mein tum chale aao is makaan mein koi makeen nahi aap aayein ghareeb khaane mein sach toh yeh hai mujhe yakeen nahi aapke rooh e yasneen ki kasam chaand bhi is qadar haseen nahi gesuon ko chehre par aapne bikhera hai baadalon ke saaye mein chaand ka basera hai kya ajab jo aise mein tod de koi tauba jaam hi laba lab hai abr bhi ghanera hai tu bata aye jaa daaman main na baad aaunga mera ishq mera hai tera husn tera hai teri zulf se dil ko yun lagav hai jaise teri zulf nagin mera dil sapera hai unki zulf e barham mein aarizon ko kya dekhun chaand paas hai lekin door tak andhera hai in dino majaaz aye dost is tarah hai hasrat ka dil mein gham zamaane

During Sleepless Night

Image
During SleepLess Night  PDF F ormat

GDC Doda , DODA

Image